Monday, March 9, 2009

Jeevan Ke Lamhe (w/ English translation)

By Ruhudeen Ali
March 9th, 2009

Jawani ka ek khaas darja hai ye
ke sari zindagi ka mazaa hai issi meh
baaqi hise ko kisi se koi parwaa hai?
issi se milta hain ruhani chayn
jab pelhi baar dekhe they mehboob ke nayn
woh pal aur is din meh kya farak
jayse bahar aur sardi hote alag!
samaj gaya hoon iss jeevan ko, jisme pyaar nahin hota
yehi to hai humaari zindagi ki dastaan
na pataa kis rukh par chaleyga yeh carawaan
jispe dawat dete howe naik falsafe
magar meh jaa bhi sukta hoon in haalaton meh
jab ek paon pe pargaye chaale
aur doosre bhi aabla paa?
Shayad pyaar dikhaade ga mujhe raasta


Pyaar jawani ka ek phal hai
jeevan ke lamhon meh
maghar phal, phal nahin hota bin mithaas
baaqi umar hum naah rahein
to kyun rahoge udhaas?
Humne kuch nahin payaa iss jawani meh
Sawaye musalsal pyaas 
pyaar ko dhoond dhoondke
bus booj ti reh gayi humari aas
Kya yehi hai meri sazaa?
ke pyaar aur zindagi hamesha ke liye rehenge judaa?
O mere Khudaa, jiske ilaawah koi Rabb nahin hai Tere siwa!
Agar yehi haqiqat hai toh behtar tha
Aap mujhe mitaa de duniya se
meh nahin khel sakta hoon is mushkil khel main
shayad yehi hai wajaa ke zindagi lagti hain aik silakhon jaisi
insano ko dolat ki diwangi meh sirf yaad raha paisa
sochta tha ke main nahin aisa
is mu'ashare ne dokhon ki holi kehli
aur palat gaye hum hogaye hairan
abhi tak inh raastonse se anjaan.


Oh mere Parvardigaar, mujhe banaadein ek naik insaan
aur hamesha ke liye rahoon waisa
chalo jawani ka phal nahin mila
kumse kum baaqi dinon meh milay sawaab
zindagi keh sareh imtehaan
ehsani se charwadein Aap banaker mudje Apna khaas mehmaan
aur dil meh mere likh dein shahadatein Musalmaan
taqay duniya ko pata lagaye Islam ki Shaan
aur Khuda mazboot banadey Shaan ka imaan!
yeh hain mere khwayishein tamaam
ya Malik, ye sab hoga Tera ehsaan
baaqi Khuda par chorta hoon meh jo likhein woh mera anjaam 
***Special thanks to Editor 'Ms.N!'***




English Translation:


Moments of Life

Youth's special place is this
that all of life's fun is contained within
the rest of its chapters, does anybody care? [to read them]
from it is found spiritual inner peace
like the first time you saw your beloved's eyes
from that moment and these days now - what is the difference?
like unto Spring and Winter's opposition!
I now understand the life that is devoid of love
after-all this is my life's story
not knowing which way [turn] the caravan travels
that carries righteous men calling to a righteous way [philosophy]
but can I even go [with them] in this condition?
when one foot has blisters
and the other has the same?
Maybe love will show me the way.

Love is the fruit of youth
among the moments of life
but a fruit is not a fruit without sweetness
if I don't live out my remaining days
why remain reminiscent?
I haven't had anything in my youth
besides unending thirst.
Ever-searching for love,
my hope has extinguished.
Is this then my punishment?
That love and life will forever remain separate?
Oh my God, who beside, there is no other Sustainer but You!
If this then is the truth than it would've been better
If You had erased me from this world
I cannot play in this difficult game [of life]
maybe that's why life feels like a prison
and people chase after money like madmen
I used to think that I am not like them
Then society played its deceitful tricks
and I became lost, not knowing how.

Oh Cherisher, make me a righteous man
and keep me this way forever
Even if I didn't acquire youth's fruit
at least give me rewards in my remaining days
All of life's tests
gracefully help me climb as Your guest
And in my heart write the two *shahadatein [proclamations of faith] of the Muslims
so that the world will come to know Islam's greatness and glory
and God strengthen Shaan's faith!
These are all my wishes
Oh King, all this granted, would be of Your grace
the rest I leave to God's written fate!

*la ilaha ilAllah, Muhammad RasulAllah = "There is no god but God and Muhammad is His Messenger" [the shahadatein or proclamations of faith that attest one's faith in Islam]

6 comments:

Ms. N said...

Ok...
Jawani ka ek khaas darja hai ye
ke sari zindagi ka mazaa hai issi meh
baaqi hise ko kisi se koi parwaa hai?
issi se milta hain ruhani chayn
The following line reminds me of the song .... pheli pheli baar baliye
hai(hai works in 2 ways 1)ha-"a"....way 2"heh"= is)...
jab pelhi baar dekha ta mehboob ke nayn(oski ek ankh nahi hai jo apne dehkha tha ahahahahaha .... dhekhe the(past tense))
jab pelhi baar dekhe the mehboob ke nayn
woh pal aur is din meh kya farak
jayse bahaaron(bahar) aur sardiyon(sardi) hote alag!
samaj gaya hoon iss jeevan ko, jisme pyaar nahin hota
yehi to hai humaari zindagi ki dastaan
na pataa kis rukh par chaleyga yeh carawaan
jisme naik bandey or dawat dete howe naik falsafe
magar meh jaa bhi sukta hoon in haalaton meh(main= me or i )?
jab ek paon pe pargaye chaale
aur doosre bhi aabla paa?(what's that)
Shayad pyaar dikhaade ga mujhe raasta


Pyaar jawani ka ek phal hai
jeevan ke lamhon meh
maghar phal, phal nahin hota bin mithaas(hah.lol... sabar ka phal meetha hota hai... haha ehem sorry)
baaqi umar hum naah rahein(ese kabhi nahe khete allah pak apko lambi zindagi deh yaar)
to kyun rahoge udhaas?
Humne kuch nahin payaa iss jawani meh(abhi khatam kahan howi hai .... ;>)
Sawaye musalsal(yaar ap toh mudje sharminda ker rahe hain(see I used hain to give respect... if I was talking to someone younger than my age then it would be tum mudje sharminda ker rahe ho... got it ... toh i better not see that "HAIN" AGAIN!!!) I am gonna use the URDU DICTIONARY NEXT TIME I am really proud of you... this is excellent)
pyaas pyaar ko dhoond dhoondke
bus booj ti reh gayi humari aas
Kya yehi hai(GRrrr Hain again >C ;D) meri(sazaa is feminine if you had used anjaam= outcome then it would have been mera anjaam because anjaam is the opposite of feminine... and yes u can't say mera sazaa)sazaa?
ke pyaar aur zindagi hamesha ke liye rehenge judaa?(aphi neh to kaha tha keh khuda zindagi koh pyaar se banate hain...zinbdagi our pyaar dono ek hi cheez hain Shan...;>)
O mere Khudaa, jiske ilaawah koi Rabb nahin hai tere siwa!
Agar yehi hakiqat hai toh behtar tha
Aap mujhe mitaa de duniya se(uff mere khudya: Shan...apko utha lena .... mitade na ...zaroori hai kya .. yar zinda rahooooo khush rahoon kya patta kal ho nah hooo .. wah wah wah wah hahahaha ehem sorry )
meh nahin khel sakta hoon is mushkil khel main
shayad yehi hai wajaa ke zindagi lagti hain aik silakhon(jail is feminine in urdu except for special cases)jaisi
insano ko dulat ki diwangi meh sirf yaad raha paisa (i am sooo sorry but I got to say something your urdu is just adorable yaar hahahahahahaaur 'log pagalon ki tarhan baagtein peeche paisa' awwwww)
sochta tha ke main nahin aisa (perfect)
Is Mu'ashare ne dokhon(dhoke... more than 1 dhoka 1)ki holi kehli
aur palat gaye hum hogaye hairan, abhi tak inh raastonse se anjaan.


Oh mere Parvardigaar, mujhe banaadein ek naik insaan
aur hamesha ke liye rahoon waisa(perfect)
chalo jawani ka phal nahin mila(perfect)
kumse kum baaqi dinon meh milay sawaab(ameen and great job)
zindagi keh sareh imtehaan(beautiful)
ehsani se charwadein ap banaker mudje apna khaas mehmaan(ameen)
aur dil meh mere likh dein shahadatin Muslamaan(ameen)
taqay duniya ko pata lagaye Islam ki Shaan(ameen)
aur Khuda mazboot banadey Shaan ki(Shan ap lardki hain nahi nah to phir Shan ka imaan imaan is not feminine yaar) imaan!(ameen)
yeh hain mere khwayishein tamaam
ya Malik, ye sab hoga Tera ehsaan
baaqi Khuda par chorta hoon meh jo likhein woh mera anjaam(heheheheheheheheh awwwwwwwww huwi nahi huwa)(ameen)

I have a special request write some more... I promise, you write them I'll edit and revise,It'll be my honor,, but yaar I am soo proud of you! A job trullllly well done. I have tears in my eyes bc of the last few duas.

Ruhudeen Ali said...

Thank you so much for this! I am indebted to you Ms. N but I should call you Ms. Editor instead. When I have the time I will try to update it with the correct grammar alongside the original. Again, thank you for all your time and comments! :)

Ms.N said...

Mr. Writer, ap aise dekhein agar koi writer na hota toh meh edit kya kerti so ..... I am as evenly indebted to you as you are to me!
Don't let me run out of this job remember.... I will remain an editor here as long as you remain a writer.... :D

Anonymous said...

guyz have u met?

Ruhudeen Ali said...

Dear Anonymous,

If Ms. N is who I think she is, then she is one of my relatives, isn't that right Ms. N?

Unknown said...

😶 lmaooooo... well then...

Post a Comment

You are at the toll booth. I want your two cents.